A Urdu Ghazal: Phir Usi Rahguzar Par Shayad By ahmad Faraz In English Translation Poem by Ravi Kopra

A Urdu Ghazal: Phir Usi Rahguzar Par Shayad By ahmad Faraz In English Translation



On the road once taken perhaps
We will meet once again, perhaps

Whom I have been waiting for
She found some other lover, perhaps

Just knowing her will do nothing
Still be watchful; there's a chance, perhaps

Feeling of strangeness will go away
You will see then clearly, perhaps

All life you will be grief stricken
Suddenly recalling your friends, perhaps

Lost friends hardly ever come back, 'faraz'
Still we wait for them sometimes, perhaps

^

phir usi rahguzar par shayad
AHMAD FARAZ

phir usī rahguzār par shāyad
ham kabhī mil sakeñ magar shāyad

jin ke ham muntazir rahe un ko
mil ga.e aur ham-safar shāyad

jān-pahchān se bhī kyā hogā
phir bhī ai dost ġhaur kar shāyad

ajnabiyyat kī dhund chhaT jaa.e
chamak uTThe tirī nazar shāyad

zindagī bhar lahū rulā.egī
yād-e-yārān-e-be-ḳhabar shāyad

jo bhī bichhḌe vo kab mile haiñ 'farāz'
phir bhī tū intizār kar shāyad

Friday, April 2, 2021
Topic(s) of this poem: love and friendship
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success