Aapke Padya Aur Meri Tippani! ! ! Poem by Geetha Jayakumar

Aapke Padya Aur Meri Tippani! ! !

Rating: 5.0

Aapke padya ne mera
Mann jith liya.
Aapki kavitha
Dukh dard, pyar
Aur rahasya se bhara tha.
Jo mere mann ko lubha gaya.
Ho saktha hai
Aur kai dilon ko bhi.

Aapke har ek shabdh
Mano dil ki gehrayee
Se utar ayee ho,
Jo ek lajawaab kavita
Mein badal gay ho.
Aapki Kavita surili awaaz mein
Lehrah rahi hai.
Aapne dil kholkar
Tippani dene ko kaha
Jo mujhe achha laga.

Main aapki kavita
Ko kya tippani doon....
Aapki kavita issi tarah
Bina rookavat kay
Pravaah karthi rahe.
Aur iss pravah mein
Logon ki dilon
Ko bhi saath
Lekar chalthi rahe!

©ALL RIGHTS RESERVED BY GEETHA JAYAKUMAR 2014
© 2014.

Geetha Jayakumar.

Friday, December 13, 2013
Topic(s) of this poem: poem
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Sumi Nair

Submitted: Wednesday, October 09,2013
Edited: Tuesday, November 05,2013
COMMENTS OF THE POEM
Aftab Alam Khursheed 18 October 2014

trapped by the words.... lovely

0 0 Reply
Mehta Hasmukh Amathalal 17 October 2014

Aapke har ek shabdh Mano dil ki gehrayee.. nice one...10 dil ko chhu gayi man ko bhaa gayi khjubsurat si pehchaan bana gayi kavita o thi jo dil me ghar kar gayi

0 0 Reply
Suman Kumar Das 24 December 2013

Dilon ko chune bale tippani......................loved you write.........................

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success