Ab hum thak chuke yahan ki pareshaniyon se,
Ruki hui, thehari hui zindagani se,
Darr lagne laga hai ab apno se bhi yahan,
Chalo sair kar aaye chand ki zara.
Hath milana bhi muhal ho gaya
Gale lagana bhi dushwar ho gaya ab toh
Chehra dhank kar batein kiya karte hai
Nazren chura kar aahen bharte hain,
Zamee ke dard dekhe nahi jate
Chalo chand ki sair karte hain.
Bshut sundar vyatha keh gaye janab aapne...hann haal to kuch aisa hi hsi...idea bura nahi...kuch pal sair kar aaye chaand ki.. bahut khoob.
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
Revisiting. Waise irada bura nahi badlaw hamesha bahar sunhela le kar aata hai..