Colonel Muhammad Khalid Khan Sahib's Poem, I Love You, From Pakistan In Urdu/Hindi Translation Poem by Ravi Kopra

Colonel Muhammad Khalid Khan Sahib's Poem, I Love You, From Pakistan In Urdu/Hindi Translation

Mohabbat main tum ko karta hoon
Dil laga laga kar karta hoon
Mere jazbaatoN ko na tolo
tumharay pamanay main shayad main shamil na hoonga
Magar chalnay do tum mujhe tere peecHay peechay

Mere paas koi baDay saboot nahin hain
K zingi bhar tera saath doon ga
Lakin mere dil main aag lagi hue hai
siraf tere liyay tere liyay
tu mere lya rohni bun gayi, ek kiran bun gayi hai

Main tum ko mohabbat karta hoon
Aur garror bhi karta hoon
K zindgi bhar terea saath ddon ga
Siraf tum hi faisla kar sokti ho
mujhe apna bannane ka
Ya mujhe dafaa kar dene ka

Agar chaho to apna chaakoo nikaal lo
Meri gardun ko kaat maaro
(Mere khoo ka dariya baha daalo)

(Mohabbat karna main tum se na cHoDooN ga
Hey Khuda, mohabbat ye kya hai bala
KarooN to main mar jaaooN
Na karooN to bhi mar jaaooN)

***
I Love You
I do love you from the core of my heart
Please don't measure my sentiments
I may not be up to your standards apart
But allow me to follow your foot prints

I do not have very many high claims
To be a good partner for life so to say
But I am in the real fire burning flames
You have become now a beam, a ray

I love you and I am proud of the fact
To be with you throughout your life
It is purely up to you to accept or reject
You can also butcher me with a knife

-Col Muhammad Khalid Khan
@Poemhunter

Friday, January 25, 2019
Topic(s) of this poem: love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success