Dard Apna Poem by M. Asim Nehal

Dard Apna

Rating: 5.0


Likh rahe hain afsane guzre waqt ke maujon pe
Rawangi ne wada kiya hai
Hawaon pe sawar wo isko her dil tak pahuchayegi

Na jane kyun itebaar ko yakin nahi tha is per
Raat ki sihayi se wo
Sitaron se aasman pe dard apna bantne lagi

Friday, December 18, 2015
Topic(s) of this poem: life
COMMENTS OF THE POEM
Aarzoo Mehek 07 February 2016

Guzre waqt tere daman se chunti hun main yaadon ke phool...khoobsurat ehsaas...shayad issi k anaam zindagi hai.10

1 0 Reply
Kumarmani Mahakul 18 December 2015

Very thought provoking poem shared with wonderful sense. Wisely drafted and shared definitely.10

1 0 Reply
Rajnish Manga 18 December 2015

Rawangi ne wada kiya hai Hawaon pe sawar wo isko her dil tak pahuchayegi Guzre waqt ke afsane kahan tak pahunchenge hawaon par sawar hokar, koi ye kya batayega? Dard ko baant lena bhee bdi taskeen deta hai. gazab ki nazm hai, Md. Asim ji. Thanks.

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success