Dr. Nikhat Bano's poem of the day Waiting to see daybreak set to the tune of a bollywood song
awaara hun awaara hun
gali gali main ghoomta
awaara hun awaara hun
galli ki seema par khaDa awaara hun
nervous bahut hun kahaan dekhun kidar dekhun
awaara hun
dharti suraj gallian sub milkar so rahin hain
mere sapnay pooray nahin huay, meri manzil bhi so rehi hai
awaara hun, awaara hun
wakat, din, raat khatam ho jatay hain
main khaDa gallion ki battian dekhta hun
awaara hun, awaara hun
jab abhishaap hota hai to wishev ghir jaata hai
jab kismat khul jaati hai to fakeer ameer bun jaata hai
awaara hun awaara hun
ghoomta rahun ga har galli main sar apna oonchay kiyay
dekhta rahun ga har baadal barsaat k liyay
bharosa rakhun ga har raat din honay k liyay
awaara awaara hun awaara hun
gali gali main ghoomta
awaara hun awaara hun
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
Nice one