Echoes (Goongti Awaazain) By Des Monia In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

Echoes (Goongti Awaazain) By Des Monia In Hindi/Urdu Translation

Rating: 5.0

main aur kya karti
tark-vikart ki koi baat na thee
kisi se gila shikayat na thee
pyaar ki pyaas se bhri thee
aankhain main ne bund kar leeN
sochtay agar jo na dekhoon
vo asli cheez nahin hain
lakin jo main dekh na rehi thee
muje pagal bana rehi thee
main khofnaak ho rehi thee
aisi bhyankarta k baavjood
muje shaanti aa rehi thee.

saaf saaf pankho waali titlian
mere pait main uDnay lageeN
aur najayaz mmohabbat dil main aanay lagi

main kuch sochna paai
dil mera bhookha tha
main khus hi raasta thee
dhoD thee, varsha thee
ek dham vicharoN se bhri thee

rainbow k neechay aasman jal raha tha
main soch rehi thee mohabbat ka koi wadaha aur na hiN ye hamesha rahey gi
man soch reehi thee zindgi aur pyar
khofnaal hawaaiN hain, bhyankar hain
jo safr poora karti hain badal deeti hain.
Is soch ne taaltay-matoltay muje shaanti dee.

Aur Main apanay aap se tez bhagna chahti thee
yehi siraf meri khawaish thee.
aur na he h

Tuesday, April 16, 2019
Topic(s) of this poem: escape,love,running
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success