Khamushi Ka To Nam Hota Hai (Silence Has Its Say) , Asrar-Ul-Haq-Majaz In English Translation Poem by Ravi Kopra

Khamushi Ka To Nam Hota Hai (Silence Has Its Say) , Asrar-Ul-Haq-Majaz In English Translation



Silence leaves its mark
We can, to eachother, talk in silence

Love. What love? They say
They praise only beauty

When eyes do not meet
Hearts talks to eachother

When you shame the beauty
Love has no life

O Allah, O Allah!
How delicately delicious is her beauty!

I will wait all life
In praise of her beauty.

***

KHamushi ka to nam hota hai
ASRAR-UL-HAQ MAJAZ

ḳhāmushī kā to naam hotā hai
varna yuuñ bhī kalām hotā hai

ishq ko pūchhtā nahīñ koī
husn kā ehtirām hotā hai

aañkh se aañkh jab nahīñ miltī
dil se dil ham-kalām hotā hai

husn ko sharmsār karnā hī
ishq kā intiqām hotā hai

allāh allāh ye nāz-e-husn 'majāz'
intizār-e-salām hotā hai

Monday, November 19, 2018
Topic(s) of this poem: beauty,love,silence
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success