Mosquito (Machhar)- Poem By Jane Hirshfield In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

Mosquito (Machhar)- Poem By Jane Hirshfield In Hindi/Urdu Translation



Main kehti hoon main
aur ek macHHar
dono peety hain meri jeebse

lakin bahut log kehtay hain, nahin: siraf hum hi -
tum and vo - aur main sunti hoon unay kehtay hue:
kya kar lo go tum i samasya se

jo apne dono hathoN se katora pakdta hai
katoray ko khud bhar nahin sakta

kehti hai ye doodh pilanay wali macHli
kehtay hain ye sagar k keeDay-makoDay
kehta hai sagar smasya ye hal kar do kisi k liyay
aur fir, sub apne kul ko bhaDanay main lag jatay hain

ek keeDi jab chalti hai
us k pairoN se zameen se awaaz nikalti hai

baraf paani ko dekh karhairaan ho jaati hai

apni behoshi kisi shaksh ko jadwar k phool si lagti hai
aur vo cHeenk martay hue shaanti se
apni sundar neend main pad jaata hai

loag oonghnay lag jaatay hai.

***

Mosquito - Poem by Jane Hirshfield

I say I
&
a small mosquito drinks from my tongue

but many say we and hear I
say you or he and
hear I

what can we do with this problem

a bowl held in both hands
cannot be filled by its holder

x, says the blue whale
x, say the krill
solve for y, says the ocean, then multiply by existence

the feet of an ant make their own sound on the earth

ice is astonished by water

a person misreads
delirium as delphinium
and falls into
a blueness sleepy as beauty when sneezing

the pronoun dozes

-Jane Hirshfield

Sunday, December 9, 2018
Topic(s) of this poem: existentialism
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success