No Worry (Preshaan Na Ho)by Cole Swensen In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

No Worry (Preshaan Na Ho)by Cole Swensen In Hindi/Urdu Translation



nahin, kisi baat ki chinta na karo
siwaaey dhund main dur k pahaDon ko taraashnay ki

aur neend ki jo tum kho baithay ho rungoN pe
jo hamesha k liyay kabhi nahin miltay

muriDtay haath jo tairtay aatay hain
hairaani main sagar k kinaaray ko.
chinta khoobsooorti ki karo.
ye chahat bhar sakti hai tumhari har cheez ki.
jheelain bhar aati hain dil main
jahan kishtiaaN banti hain uDti macHlion ki
dikhlaaee deti hain jo macHas ki teeli k sar si.

ghar ki chaabi khonay pe
neend kho jaati hai hamari,
jal-bhul jaatay hain hum
khaatay thukraao kisi sammay bhi
agar pahadiaN dikhlaaee nahin deti
burray mausum main, jub hum do pehar ko
gaaDi chillatay jaatay hain uttar ki disha ko
ya jab hum apni aankhoN ko hatheli main rakhay
paDtay hain un main patta apnay raah k jaanay ko.

- -

No Worry
BY COLE SWENSEN

No, worry about nothing
but the chiseling
of hills into distance
in the slight haze

and sleep lost over color
no two ever the same

the wringing hands
float ashore amazed.
Worry about beauty.
It can sell you anything.
Lakes collect in the
chambers of the heart
where the sailboats are made
of flying fish about
the size of match heads.

Sleep can be lost as
easily as a house key,
the shock can consume
at any moment
if the hills are not rising
weather is wearing them down
and you are driving
north in the late afternoon
or holding your eyes
in your hands like addresses.

Saturday, June 20, 2020
Topic(s) of this poem: worry
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success