Partition By Fatima Asghar In Hundi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

Partition By Fatima Asghar In Hundi/Urdu Translation

1945; Mera dada Jammu aur Kashmir main
rail ghaDi k dabbay se bahar nikal kar
platform par paani pee raha hai
vo gaaoN k sub bacHon ko paData hai:
aisay bhi log hain is jahaaN main
jo us k haath kabhi na cHootay hain
aur jab vo un k paas se guzarta hai
nafrat se vo us ko dekhtay hain
aur apne billioN kutoN ko
pyaar karna shuroo kar datey hain

-

1947
Ek muslamaan jo whisky peeta hai
Pakistan ka naya mulk banata hai
Jinnah ki tasveer se log apnay
darwaazay sjaatay hain
aur moonh main paan chbaatay
azaadi se har tarf thooktay hain
angraiz hindustan se jab bhaagtay hain
pakioN k moonh paan ki laal thook se bhar jaatay hain
aur khjoor ke ped Ramzan ki hawaa main lehraatay hain

-

1947

to be continued










Partition
Fatimah Asghar


1945: my grandfather steps
off a train in Jammu & Kashmir.
drinks pani from the Muslim fountain.
my grandfather teaches
all the children in his village.
there are men
who won't touch his hands,
afraid his Muslim blood dirty.
when he passes they bend
& pet the stray dogs instead.

Wednesday, June 12, 2019
Topic(s) of this poem: hate
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success