Term (Dohraan)by W.S. Merwin In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

Term (Dohraan)by W.S. Merwin In Hindi/Urdu Translation



Aaakhri waqt main ek lafz intzaar kar raha hai
pehlay is tarah us ko kabhi na sunna tha
na dhorayaa gaya tha ya yaad kiya gaya tha
ye lafz ghar main aam baatoN k liyay hamesha bola jaata tha
is ka istmaael cHoti moti rehnay ki cheezon k liyy kiya jaata tha
koi ye naya lafz na tha, na socha gaya tha
na hi is ka istmael kuch kehnay k baad kiya gaya tha.
Kabhi kis ne ye socha tha k shuroowaad se hi ye
apnay aap ko har halaat main, har bhog main
kehta aa raha tha jis k matlab k liyay ye hi lafz tha,
halaN k ab, aakhri waqt main, koi bhi lafz kaam chala day ga.

***

Term (1999)
by W.S. Merwin

At the last minute a word is waiting
not heard that way before and not to be
repeated or ever be remembered
one that always had been a household word
used in speaking of the ordinary
everyday recurrences of living
not newly chosen or long considered
or a matter for comment afterward
who would ever have thought it was the one
saying itself from the beginning through
all its uses and circumstances to
utter at last that meaning of its own
for which it had long been the only word
though it seems now that any word would do

Wednesday, February 19, 2020
Topic(s) of this poem: time
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success