Tum Apna Ranj-O-Gham Apni Pareshani Mujhe De Doby Sahir Ludhianvi In English And Punjabi Translation Poem by Ravi Kopra

Tum Apna Ranj-O-Gham Apni Pareshani Mujhe De Doby Sahir Ludhianvi In English And Punjabi Translation



tooN aapnay gum, dukh, preshaaniaN mainu de day
kasm kha lai dukh naal tay dil di vraani mainu de day

main mun laina k main kabil nahin enhaaN galaaN wastay
bura kay hosi jay tu aapna dukh tay haiarani mainy dey day

main dekhaN taaN sahi k duniya tainu kiwaiN standi hai
kuj dinaN wastay to aapni rehm sehm mainu dey do

jehDa dil main mangiya si kisi ajnabi ne ley liya
tera baDa udaar waasi hosaN jay tooN apnay dukh mainu d day

- - -

Give me your grief, your sorrows, your worries
Swear by your sorrows, loneliness of your heart
you will give me

I admit I am not able to see all this
what's wrong if your sadness, your frenzy you give me

I see the world makes you suffer when you are alone
just for a few days, let me keep you in my custody

I had asked for your love but some stranger got it
So grateful will I be if your worries you give me.

***

tum apna ranj-o-gham apni pareshani mujhe de do
SAHIR LUDHIANVI

tum apnā ranj-o-ġham apnī pareshānī mujhe de do
tumheñ ġham kī qasam is dil kī vīrānī mujhe de do

ye maanā maiñ kisī qābil nahīñ huuñ in nigāhoñ meñ
burā kyā hai agar ye dukh ye hairānī mujhe de do

maiñ dekhūñ to sahī duniyā tumheñ kaise satātī hai
koī din ke liye apnī nigahbānī mujhe de do

vo dil jo maiñ ne māñgā thā magar ġhairoñ ne paayā hai
baḌī shai hai agar us kī pashemānī mujhe dess

Saturday, November 30, 2019
Topic(s) of this poem: love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success