tu ne hamari mohabbat
chaandi k sikkoN main badal dali
meri mohabbat ki nazmain likhne walay lekhik
tu ne sari nazmain ab bech dali
sara kamaya kamaya,
tu ne shrab k pyalon main kho dala
bhagwaan karay tum moorakh ho jao
aur koi bhi kavita na likh pao
kyonk sharab ne hum dono ka satyanash kar diya hai
aur tumahari mohabbat ki daastanaiN ab har roz
shenshah ki rakhailiaN karti phirti hain