Ek Rihaayi Ke Baad Poem by M. Asim Nehal

Ek Rihaayi Ke Baad

Rating: 5.0

Ek Rihaayi ke baad rooh aur jism juda ho jaynge,
Jo kuch kiya is duniya mein woh Kitab-band jayenge
Faisla hoga jab Arsh pe Qayamat ke din
Dekhna us din kaun giraft mein hote hain
aur kitne rihaa ho jayenge

Tuesday, January 2, 2018
Topic(s) of this poem: life and death
COMMENTS OF THE POEM
Aarzoo Mehek 09 June 2018

Mout to barhaq hai lekin hisaab kitaab to sab ko dena hi hai kisse ke hisse kya aata hai ye koi nahi jaanta.

3 0 Reply
Akhtar Jawad 03 January 2018

Happy New Year Asim Nehal, happy to see you back with such a lovely poem. Welcome

3 0 Reply
Close
Error Success