Ghazal Poem by Sadiqullah Khan

Ghazal

Rating: 2.4


Hum se tark e ulfat jo us ne ki
Der tak us ke chehra udaas raha

Bewafyun ki ek unkhuli kitab
Us ka her safa roodad sonata raha

Us ki ankhon mein neend ki srgoshian
Bekhawabi mein kuch khwab dekhata araha

Mon morh ke us ne chalte howaiy
Dekha tu kuch lumha wo khamosh raha

Jab khili nai komplain bahar ki
Wo apne labon ko chotha raha

Use maloom tha hoga na kuch magar
Sara khazana us ke dil mein chupa raha

Apne ko to ye umeed bhi na thee k ek din
Dabe pawon wo meri therf aata raha

Kuch nai din ki roshni mein talash kerna
Andheri raat mein aksar bhtaktaa araha
15/12/2009

Ghazal: The most celebrated genre of poetry in Persian, Urdu and other eastern languages.
The above Ghazal is in Urdu.

Tuesday, December 15, 2009
Topic(s) of this poem: love and art
COMMENTS OF THE POEM
M Asim Nehal 15 November 2015

Wah........... Apne ko to ye umeed bhi na thee k ek din Dabe pawon wo meri therf aata raha Kuch nai din ki roshni mein talash kerna Andheri raat mein aksar bhtaktaa araha

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success