I Was Thinking Of You All Night - A Ghazal Of Faiz Ahmad Faiz In Translation Poem by Ravi Kopra

I Was Thinking Of You All Night - A Ghazal Of Faiz Ahmad Faiz In Translation



I was thinking of you all night
The moonlight tortured me all night

Sometime blazing sometime dying out
The flame of my sorrow flickered all night

Someone's dress had different scents all night
Some photos went on singing all night

Someone sitting under a branch of flowers
Kept on telling the tales all night

If nobody came to the locked door
On any sound we answered the door all night

In anticipation I remained calm all night
My desires though nagged me all night

****

The original in Urdu


aap kī yaad aatī rahī raat bhar
chāñdnī dil dukhātī rahī raat bhar
gaah jaltī huī gaah bujhtī huī
sham-e-ġham jhilmilātī rahī raat bhar
koī ḳhushbū badaltī rahī pairahan
koī tasvīr gaatī rahī raat bhar
phir sabā sāya-e-shāḳh-e-gul ke tale
koī qissa sunātī rahī raat bhar
jo na aayā use koī zanjīr-e-dar
har sadā par bulātī rahī raat bhar
ek ummīd se dil bahaltā rahā
ik tamannā satātī rahī raat bhar

Friday, October 20, 2017
Topic(s) of this poem: poem
COMMENTS OF THE POEM
Kumarmani Mahakul 20 October 2017

aap kī yaad aatī rahī raat bhar chāñdnī dil dukhātī rahī raat bhar.. .. sab kuchh rat bhar. Khub surat geet owe premki. Sukria.

0 0 Reply
Ravi Kopra 20 October 2017

how about roti kapda kamata raha din bhar ishq-e-aandaz bhool giya din bhar :)

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success