Inwardly (Androoni) , A Philosophical Poem By Jenhy Xie In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

Inwardly (Androoni) , A Philosophical Poem By Jenhy Xie In Hindi/Urdu Translation



Halkay ehsaas sanyam se aatay hain -
purany jaankar hum ko ye kehtay hain


Rassi k ant main kichaav jaisay lagtay hain.


Jo kuch hum samajhday hain
us ke liyay zubaan hum rakhtay hain
jo chuppa hai hamari samaj k bahr
kisi bhi zubaan main hum na keh saktay hain.

Nahin to likhnay ki kya zarrorat hai.


Apni ana ko dekhtay main thuk gayi.
Nahin, meri ana muje dekhtay thuk gayi -

Ye mujh ko neend se utha bait-thee hai
muj ko insaan banaati hai.


Is liyay log kehtay hain:
Jo bvish main hoga vohi jaanta ha
jo pehlay se dekh chuka hai.

***

Inwardly

Jenny Xie

The lightest realizations arrive in restraint—
so the old masters tell us.

Not unlike the tug at the end of a line.


We have language for what is within reach
but not the mutable form behind it.

Or else, why write.


I'm sick of peering at the ego.
No, my ego's tired of peering at me—

It's she who awakens me into being.

So it goes: the seer mistaken for the seen.

Wednesday, February 6, 2019
Topic(s) of this poem: philosophical ,philosophy
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success