Jamal Ehsani's Urdu Ghazal: Qarar Dil Ko Sada Jis Ke Nam Se Aaya In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

Jamal Ehsani's Urdu Ghazal: Qarar Dil Ko Sada Jis Ke Nam Se Aaya In Hindi/Urdu Translation



Whenever I heard of him, my heart went for him
When he came, it wasn't for me but to run his errands

Nobody asked me if they should retun home
How good it was when I returned home

I am unskilled among all those skilled ones
Just to stay for a moment I came to your home

The minaret was supposed to be as high as the sky
But it came tumbling down to the ground

I reached empty handed to his fun party
My rival reached there with all pomp and show

***

qarar dil ko sada jis ke nam se aaya
JAMAL EHSANI

qarār dil ko sadā jis ke naam se aayā
vo aayā bhī to kisī aur kaam se aayā

kisī ne pūchhā nahīñ lauTte hue mujh se
maiñ aaj kaise bhalā ghar meñ shaam se aayā

ham aise be-hunaroñ meñ hai jo salīqa-e-zīst
tire dayār meñ pal-bhar qayām se aayā

jo āsmāñ kī bulandī ko chhūne vaalā thā
vahī mināra zamīñ par dhaḌām se aayā

maiñ ḳhālī haath hī jā pahuñchā us kī mahfil meñ
mirā raqīb baḌe intizām se aayā

Thursday, April 4, 2019
Topic(s) of this poem: life
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success