Sunday (Aitwaar Ka Din) , A Fun Poem By January Gill O'neil In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

Sunday (Aitwaar Ka Din) , A Fun Poem By January Gill O'neil In Hindi/Urdu Translation

tum se hafta shuroo hota hai
ya khatm ho jaata hai
aur jaisay Beatles kehtay hain
tum ek yogin ki tarah
dabay paoN aa jaataty ho.
tum doosara poorn din ho
jab bachay pita k saath hotay hain
aur jab ghar khaali khaali lagta hai.
Aitwaar, main tumhara inntzaar karti hoon.
Main bageechay main baithi hoon
Laal Pinot ki shrab ka glass mere haath main hai.
Tumain kya pata hai ki sub tamatar laal laal ho gayr hain
lakin zamin main letoos ka swaad ab koDa koDa ho giya hai
mun nahin lagta ab is ko khaanay ko
Main neelay aasmaan ko dekh rehi hoon
aisa neelapan main ne kabhi nahin dekha hai
aasmaani neelapan, aasmaani gagan
loi bhi nahin manay ga is k under main thee.
Lakin tum mere gwaahi ho. Koi bhi din
pritigya se nahin aata. Tum mukti dete ho.
Kya karna main ne aaj
is ki list kabhi na banaati hoon -
bartanoN ko dhona, naashtay ka biscut banaana
aur saaray k saaray din apne mummaiN choli bina rakhna.

***

Sunday
BY JANUARY GILL O'NEIL

You are the start of the week
or the end of it, and according
to The Beatles you creep in
like a nun. You're the second
full day the kids have been
away with their father, the second
full day of an empty house.
Sunday, I've missed you. I've been
sitting in the backyard with a glass
of Pinot waiting for your arrival.
Did you know the first Sweet 100s
are turning red in the garden,
but the lettuce has grown
too bitter to eat. I am looking
up at the bluest sky I have ever seen,
cerulean blue, a heaven sky
no one would believe I was under.
You are my witness. No day
is promised. You are absolution.
You are my unwritten to-do list,
my dishes in the sink, my brownie
breakfast, my braless day.

Sunday, January 27, 2019
Topic(s) of this poem: fun
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success