Ye zameer he to hai
Jo jhoot bolta nahi
Chahe sach ketna he
Kadwa kyo na ho
Himmat bandhata hai bolne me
Saath deeta hai usse aankhe chaar karoon
Ye zameer he to hai
Jo mujhe aacha banata hai
Bahri duniya ke chakachound
Me goom hone se bachata hai
Ye zameer he to hai
Jo dheemi aawaz me asina dikha jata hai
Pal bhar me jhanjhor jata hai
Ye zameer he to hai
To hamesha saath deta hai.
काश तू अपने ज़मीर की सुन लेती एक बार, काश तू मुझे रोक लेती एक बार ।। बहुत बेहतरीन कविता बहुत - बहुत आभार
Bahut Khoob, वो धीमी ही आवाज़ होती है जो मस्तिष और शरीर दोनों को झंझोर देती है.10+++
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
A beautiful poem! You are really a perfect mathematician....Hundred minus one is ninety nine!