Ravi Kopra Poems

Hit Title Date Added
231.
Saghar Nizami Doing His Namaaz In English

I bow my head
Down to your feet
You don't bestow your blessings
...

232.
A Chipmunk

I filled the glass walled metal box
hanging on a wrought iron pole
pushed down near my front porch
with a smorgasbord of seeds for
...

Main mohabbat main hoon
to dil ki azaadi main zinda hoon
dil bhar kar tumain praar karti hoon
jab laaD tumain karti hoon.
...

sakht mashakat aur badi aafit
aag jal rehi hai
daigchay main bulbulay futik rahey hain.
keechaD main pakDay saanp ka maas
...

235.
Death (Maut) , By Donald Revell In Hindi/Urdu Translation

Maut kitni khoti hai
mere kuttay ko kisi aur naam se pukarti hai
aur uski jaan le leti hai.
...

236.
Aah Bharna (The Sigh)by Ted Kooser In Hindi/Urdu Translation

Bistray main laitay jab tum aahaiN bhartay ho
to ghadday k spring chooN choon kartay
halki si awaaz main tumaray dukh ka mazaak kartay hain.
Kitni sakhti hai ye - ghaddy ki nahin - zinda rehenay ki!
...

Wadhi main neechay
dhooNaey si dundh nikal rehi hai
5 din baarish hoti rehi
3 din se ab sooraj ki garmi hai
...

238.
Lovesong By Ted Hughes In Hindi/Urdu Translation

Vo usay pyaar karta tha
vo usay pyaar karti thee
jab vo usko chumiaN marta tha
uska bhoot-bhaish kaal sub khtam ho jata tha
...

239.

Aurat ki zindgi dukh se bhari hoti hai
ladki jab aurat banti hai
pyaar main paDti hai
maaN bun jaati hai
...

240.

Deewangi

Jab usne hasna shuroo kiya to main bhi hasnay laga lakin ghabir ho gaya jab main ne dekha k uske daant achnak hi taroN ki tarah chaamkne lagay thay aur military ki drill karnay lagay thay. Us ke cHotay saansoN main main jhukaDta gaya, jab kisi lahme ruk jaati thee, main us ke andhar aur gusarta gaya aur akhar main us k galay ki andheri lehroN main zakhmi honay laga. Ek booDaa waiter jis k haath kaanp rahey thay bhaga bhaga hamary table pe aaya aur laal kaalay chonay print k table cloth bichartay hur kehnay laga: "Kya janaab aur mohtarma bageechay main chai peena pasand karaeN gay. jya janaab aur mohtarma bageechy main chai peena pasand kareN gay..." Main ne sohna shuroo kiya k agar us k mammay hilnay-dhulnay bund ho jaaeN to hamari shaam bikhar na paeygi. Sochtay sochtay main ne phir dheeray se shaam ko sanbhala.
...

Close
Error Success