Bahana - Hindi Poem by M. Asim Nehal

Bahana - Hindi

Rating: 5.0

Seeshe ka anaa woh lekar bhi patthar ka jigar hi rakhte hain
Samjha tha unhe mai apna hi beganon sa sabab woh rakhte hain

Matlab ke liye is duniya mein, kya kya jatan woh karte hain
Matlab na rahe tou phir aksar, woh kya kya bahana karte hain.

Dil ki gar tadap na ho tou koi kyun kar yaad kare
Is jhooti tasalli ki khatir milne ka bahana karte hain.

Thursday, December 31, 2015
Topic(s) of this poem: life
COMMENTS OF THE POEM
Akhtar Jawad 20 January 2016

It's butiul Asim, liked it.........................................

1 0 Reply
T Rajan Evol 02 January 2016

This one line took me to another world......... Seeshe ka anaa woh lekar bhi patthar ka jigar hi rakhte hain

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success