I Taught Myself To Live Simply Poem by Ravi Kopra

I Taught Myself To Live Simply



main ne saadgi se, samajdari se jeena seekh liya hai
akaash ko dekhtay khuda ki stooti karti hoon
shaam aanay se pehlay khoob ghoomti phirti hoon
apnay bekaar gum ko bhulaanae k liyay.
jab ghaati main burdocks sar sar kartay hain
aur rowanberry k laal peelay gucHay girtay hain
main jeevan k kshey, sundarta ki kavita likhna shuroo karti
ghar wapis aati hoon
meri moti billy meri hatheli choomti hai
aur meethi meethi purr purr karnay lagti hai

to be contd.

This is a translation of the poem I Taught Myself To Live Simply by Anna Akhmatova
Thursday, January 9, 2020
Topic(s) of this poem: life,simple
COMMENTS OF THE POEM
Close
Error Success