Wo shabd he to hai
Jo ji choo gaye
Chahe aaj ho ya kal
Dil me ghar kar gaye
Wo shabd he to hai
Jo lavz bann gaye
Kaano se utarkar
Zahen ko choo gaye
Na jane kab zindagi
Ka ehsas ban gaye
Kuch khas keh gaye
Dheemi awwaz me.
Wo shabd he to hai
Kuch khare to kuch khote
Mere mann me ghar kar gaye
Kuch khatte kuch meethe
Ehsaas ban kar
Wo shabd he to hai
Jo ji to choo gaye.
शब्द बन गए खास, क्यूंकि तुम हो मेरे पास।। अब नहीं चाहिए मुझे कोई आस पास, बेहतरीन रचना rated100++
bahut achchhi kavitaa.. chhu gayi dil ko.. real 10 प्यार अनमोल बुधवार, १९अगस्त २०२० प्यार होता ही है अनमोल कौन कर सकता है उसका मोल? जवाब भी देने पड़ते है गोलमोल! क्योंकि नही हो सकता उसका तोल। डॉ. जाड़िआ हसमुख
Shab Bolte hai kabhi hansate hai to kabhi ye rulate hai Inhe samajhne ki zaroorat hai. Ek khoobsurat nazm. Keep writing Varsha.
Shabdon ka jadu sir chad kar bolta hai....Khoobsurat Nazm.10++
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
MY HINDI TUTI FRUITI, This is August month, Month of ROMANCE AND LOVE, COME SEPTEMBER. READ THE HOT BABES AND YOUNG BOYS.