Aftab Alam Hindi Poems

1.
Allah Tu Chahega To (Hindi/Urdu)

Allah tu chahega to
Sab kuchh mil jayega
Marji tumhari ho to
Mehnat rang layega
...

2.
Panchi Agar Mai Hota To (Hindi/Urdu)

Panchi agar mai hota to
Paas tere aa jaataa
Gar hawaa mai hota to
Teri julfun se Takraataa
...

3.
Neo-Classic Tasweer/Hindi/Urdu

Ummidon ke charkha se ab to kuchh bun,
Duniya ki chhod ab apne man ki bhi sun,

Khwaab dekhne wale khwaab bech gaye,
...

4.
Kaise Kah Dun Ki Pyar Karta Hun ( Hindi/Urdu)

Kaise kah dun ki pyar karta hun
Tirchhii najaron se jo mai darta hu
...

5.
Rakt Dan(Donate Blood) /Hindi

Ab na bahao khun, ab na karo anarth,
Rakt dan karo, samjho jeevan ka arth |

Ye Zindagee anmol hai, samjho na ise wyarth,
...

6.
Pyar Kahte Hai Jise/Aftab Alam (Hindi/Urdu)

Pyar kahte hain jise
Dil tutne ka nam hai
Zindagi ke har subah ki
Bas yahi to sham hai
...

7.
juban Se Apne Chehre Sanwar Lo//Hindi

Juban se apne chehre sanwar lo
Kabhi na kisi ki gali udhar lo

Saikdo fariste hain dharti par
...

8.
Mera Desh Jal Rahaa Hai (Urdu/Hindi)

Mera desh jal rahaa hai
Majhab ke chulhe me
Nafrat ki aanch hai
Rasoiya apni ummiden
...

9.
Muskuraanaa Sikho//Hindi

Phool bano muskuraana sikho,
Hanste- hanste mit jaanaa sikho,
Ye duniya usi ko milti hai,
Mehnat ko apnaanaa sikho,
...

तेरी खुशबू मेरी चाहत
तेरी जुल्फों के साये में
मेरी खामोश आहों में
मुझे सावन रुलाता है
...

11.
Safar Men Kat Gayee Zindgaanii Apnii/Hindi

Safar me kat gayee zindgani apni,
Musafir hu bas itni kahani apni.

Nikla tha bachpan ki talash me,
...

12.
Mehdi Ke Sang Rach Si Gai Ho/Hindi

Sapne adhure sach kar gayee ho
Mehdi ke sang rach si gai ho/

Pal bhar pahle palke jhunkii thi
...

13.
Apeel(Urdu/Hindi)

apeel/Aftab alam “daravesh”
Khamosh jo rahen hum
Mit jayengen jahan se
Ye dhrti to hai apni
...

14.
गौतम/ Hindi

16.
Is Duniya Se Kyon Hai Pyar/(Hindi/Urdu)

Is duniya se kyon hai pyar mujhe, mere khudaya,
Dil tuta kisi ka kabhi to kyon mujhko rulaayaa,
Teri banaii duniya ko ham kya banaa diye,
Jo Charaag jal raha the use ham bujhaa diye,
...

17.
Aye Meri Zindagi Bata/Hindi

Chalo achhaa huaa koi saath to chhoda
Is besharm, behunar dil ko apno ne to toda
Hawaaon tum bhi to mujhse katraati ho
Aahon me tum bhi to mujhe tadpati ho
...

18.
Kab Jagoge//Hindi

Kab jaage jo ab jagoge,
So kar hi to khona hai,
Ye vishw hai veer jawaano ka,
Is baat ka hi to rona hai,
...

तुझे देखा, तुझे चाहा, तेरी चाहत में खोया मैं,
बना बादल, तुझे ढूंढा, तेरी यादों में रोया मैं,

हवाओं के, फिजाओं के, झूलों में भी झूला मैं,
...

20.
Bilkul Hai Beparwah//Hindi

Ye kumhlaya sa andhera
Ye behki fijayen
Bilkul hai beparwah
Ye mast hawayen
...

21.
Naujwan(Hindi)

Wah re nawjwan
k-han gaii teri shaan
Jal raha hai ye desh teraa
Kyon hai tu anjaanah
...

22.
Ebaadat /Hindi/Urdu

Meri ek raat ki hotee hai sadiyon ki ebaadat,
Kyaa bhool gaye gaare kahf ka wo nazaaraa,
Sukhe saakho se rasdaar fal hamne chakhaa hai
Ye Allah ka karismaa hai, ye Allah ka hi sahaaraa
...

23.
Taqdeer/Hindi

Ai taqdeer tu sambhal jaa
Girtaa hai kyon, jaraa uth jaa
Isse pahle ki tere nam ka Janaja nikle
In hathon ki lakiron ko badal ja
...

24.
Tik Tik Karti, Badhti Chali// Hindi

Tik tik karti, badhti chali,
Meri pyari-pyari ghadi,
Na rukna na sustana,
Badhte bas badhte jana,
...

25.
Aye Zindagi Tere Baghair//Urdu/Hindi

Itnaa asaan nahin hota hai dukhon se ubar jaanaa
Aye zindagi tere baghair jaanaa bhi to kidhar jaanaa
Tasalli dete raho jivan bhar, jab tak na bane ye afsaanaa
Ghamon ko pee kar, myqada jaanaa bhi to kyon jaanaa,
...

26.
Teri Palken Teri Palken// Hindi- Urdu

Chhalkey chhalkey teri palken,
Shabnami sa jo chamke,
Teri palken teri palken,
...

27.
Ghutan/Hindi

Mai garib ke astin ka tuta batn hu
Na khone ka gam na pane ki khushi hai

Sukhe astan wali maa ke bachche ki rattan hu
...

28.
Gard Se Bani Is Jism Me Itna Dard Kyon Hai? /Hindi/Urdu

Gard se bani is jism me itna dard kyon hai?
Ujale me andhera, garmi me sard kyon hai?
Aye mere hamdard! tu itna hamdard kyon hai?
liya tha phool hathon me, ab khanjar kyon hai?
...

29.
Khawaab Dikhaa Kar Hamen (Hindi)

Khawaab dikhaa kar hamen
Karte hain jo halaal
luT chuke hain itne ki
hotaa nahee malaal//
...

है कौन सी वो राह जिसमे कांटे नहीं बोए गए
है कौन वो इंसान जिसके दामन नहीं धोए गए

मैं अंधेरे में बेपनाह ऊजाला देख सोंचता हूँ,
...

31.
Murdo Sa Pade Kyon Ho//Hindi

Patthar se dilwaale, chhup- chhup kar rote hain,
Wo mom kya royegaa, bas ye to pighalte hain,
Jo pyaar jataate hain, kab pyaar wok arte hain,
Rah jaati hain koshishe, waade hi bikharte hain,
...

32.

दिल्लगी दिल से हुई है, मेरी खता कुछ भी नहीं,
फिर सजा मुझको मिली क्यों? तू बता, क्या, ये है सही,
खेल आंखो का वो खेला, इसमें, मैं कहाँ और तू कहाँ,
प्यार करते दोनो जले, प्यार का ये कैसा जहाँ,
...

33.
इश्के रसूल/ Hindi

इश्के खुदा, इश्के रसूल,
मेरा वसूल-मेरा वसूल,
मेरा वसूल-मेरा वसूल/
खाक में मिलने वालो सोंचो,
...

34.

तुझे दिल में बसाया मैं, तुझे दर्पण बनाया मैं,
तेरी आंखो में झांकू मैं, सवारूं खुद को तुममें मैं,
मेरी अवारगी तेरी, तेरी झुलफों की खुशबू में,
मेरी ख्वाबों की चाहत में, तेरा चेहरा खलिश चेहरा,
...

ख्वाब देखो हक़ीक़त में बदलो इसे,
ख्वाब, ख्वाब ना रह जाए, रखना ख्याल,
पक्षी बनो तो पंख पैदा करो,
उड़ ना पाओ तो दिल से करना मलाल,
...

36.
Jhuth/ Hindi

37.
प्रेम (PREM) Love// Hindi

Sapno ko basa kar wo, taron se sjata hai, ,
Aa chand mere angan, har roj bulata hai,
Khud bhi wo sanwarta hai, ghar ko bhi sjata hai,
Ye dasture duniya hai, kisko nahi bhata hai,
...

मैं कल्पना नहीं करता, देखता हूँ
जो देखता हूँ वही लिखता हूँ
ख्यालों में खोए रहना फक़त काम नहीं मेरा
भुखे पेट की कल्पना रोटी से बड़ी नहीं होती
...

39.
मुझको गले लगाते जा/Hindi

दर्द दिलों की सहता जा,
कानो में कुछ कहता जा,
बता कहां है मंज़िल मेरी,
बस राह मुझे बताता जा,
...

40.
धूंध /Hindi

दर्द दिलों की सहता जा,
कानो में कुछ कहता जा,
बता कहां है मंज़िल मेरी,
बस राह मुझे बताता जा,
...

41.
Pyaar Hai Ye Cheez Kyaa-(Hindi)

Pyaar hai ye cheez kyaa, tumko bataataa hun,
Aankho dekhii haal main, tumko bataataa hun
Dekhte hee daud padee, wo gale lagaane ko,
Qissaa naheen haqiqat hai, tumko sunaataa hun,
...

42.
Lahu Mera Bah Raha Hai//Hindi

Mai phoolo par chal raha hun,
Lahu mera bah raha hai/
Koi kuch kah raha hai,
Mai kuch kah raha hun//
...

43.
Ek Ghunt Hans Kar Pilo/Hindi

Ek ghunt hans kar pilo
Phir jilo jilo tum bhi jilo
Gale utaro isko jab
Ye chadh jayegi tumri sar
...

44.
Sardi? Hindi

SARDI

Dhond ki saari oas ke gahne khadi wo pahne
Footpathon par rahne wale sahme huye hai
...

45.
Jo Tumne Chhu Liya Hai(Hindi/Urdu)

Jo tumne chhu liya hai
Saanso ki garmiyon se
Bekhauf ho gayaa hun
Dekho na kankhiyon se
...

46.
Insan Dhundhta Hu /Hindi

Dil ke ayne me dard ki dawa DhunDhta hu,
Khoyee huyee wo bekhauf alhad hawa DhunDhta hu/

Pankh kate is parinde ki chhali jindagi me
...

47.
Waqt Nahi Hai Khone Ko/Hindi

Taqdeer ka rona rote ho
Tadbeer btao khan gayee?
Apne hi liye kyon jeete ho
Bataa khudi tumhaari khan gayee?
...

48.
Apna Gunah Qabul Kiya/Hindi

Na qadmo ke nishan
Na hi ahat huyee
Qatl samne hua
Tanik ghabrahat huyee/
...

49.
Hamlog/Hindi

Na hii taqdeer ka khel
Na hi koyee nishaanaa hai /
Is bazm men har shakhs
Jaanaa pahachaanaa hai //
...

50.
Uub Se Pare Kahin Bhor Hai/Hindi

Uube huye is samundar men
bhiD hai, shor hai.
juDe hain ham, gareebii, laachaaree, berojgaaree, jaati, dharm
bhaaSaa se,
...

Close
Error Success