Jangal Poem by Akhtar Jawad

Jangal

Rating: 5.0

Kaun kehta hay main akeli hooN
In darakhtoN ki main saheli hooN
Aap ko main akeli dikhti hooN
HaN main fitrat ki ek Paheli hooN
Dil ki aankhoN se dekhiye mujhko
Ek dulhan nai naveli hooN
Meri khushboo bikharne wali hay
main to ek ghuncha-e-chanbeli hooN.

Jangal
This is a translation of the poem Woods by Kirti Sharma
Monday, September 11, 2017
Topic(s) of this poem: nature
COMMENTS OF THE POEM
Dr Dillip K Swain 12 February 2018

Dil ki aankhoN se dekhiye mujhko Ek dulhan nai naveli hooN.........extremely well penned! Thanks dear sir for sharing!

0 0 Reply
Geeta Radhakrishna Menon 16 September 2017

Aap ko main akeli dikhti hooN HaN main fitrat ki ek Paheli hooN Dil ki aankhoN se dekhiye mujhko Ek dulhan nai naveli hooN Bahut Khoob Akhtar Sahab!

0 0 Reply
Kumarmani Mahakul 12 September 2017

This is going to spread fragrance and Jangal is not alone at all. Earlier existence is witnessed and wonderfully drafted poem is shared on nature...10

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success