Sirf Khuda Se Dar Poem by Aftab Alam

Sirf Khuda Se Dar

Rating: 5.0

Ek deep jalaa kar,
Duniya ko roshan kar,
Saikdo se darnaa kyon,
Sirf ek se hi dar,
Lautna hai ham sab ko,
Ek din apne ghar,
Sirf Khuda se dar
Sirf Khuda se dar,
Kyon bhatakte dar -ba dar,
Manzil ki janib chal,
Chod nafraton ki dagar,
Dhundh neyamatun ka nagar,
Sirf Allah se dar,
Sirf Allah se dar,

Sunday, October 12, 2014
Topic(s) of this poem: human and animal
COMMENTS OF THE POEM
Akhtar Jawad 12 October 2014

Fattaq -ul-laha wa atioon. Allah se daro aur uski itaut karo. Nice message.

1 0 Reply
Md Asadullah 12 October 2014

Bohat qhoob bhaijan, fear only one so that you fear none :)

1 0 Reply
Geetha Jayakumar 12 October 2014

Beautiful poem with captivating lines........Very true said in few lines.... Sirf ek se hi dar, Lautna hai ham sab ko, Ek din apne ghar, Sirf Khuda se dar Loved the way you presented it. Thanks for sharing with us.

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success