Ankhen (Urdu) Poem by Shahzia Batool

Ankhen (Urdu)

Rating: 4.1


Jaagti
sochti hui aankhen
Noor mein
dolti hui aankhen
Jaanay kiya kuchh
chhupa k rakhti hen
khwahishen
rokti hui aankhen
iss jahan ko
baha bhi sakti hen
bund-e-gham
kholti hui aankhen
sub dilon ko
mila k rakhti hen
silsilay
jorrti hui ankhen
Raaj
Her saltanat
Pe karti hen
Her samay
Bolti hui aankhen

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
On a pic i have just seen!
COMMENTS OF THE POEM
Saadat Tahir 26 June 2013

superb lines..... so meaningful and emotive thanx for sharing :)

1 0 Reply
Yasmin Khan 26 June 2013

So beautiful and lovely lines, if we are true and genuine our eyes really speak, eyes are windows to soul, inspiring lines dear Shahzia.

1 0 Reply
Tirupathi Chandrupatla 26 June 2013

bund-e-gham kholti hui aankhen Eyes shedding tears clearing the sorrows.. nice. Eyes can do many more miracles. Thank you.

1 0 Reply
Passionate Reader 27 June 2013

Yes eyes “talk” and tell a lot about a person. This is beautifully written. It’s concise as well as eloquent. Your ability to use language with fluency and aptness is just great. A delightful poem! ! ! Jaagti sochti hui aankhen Noor mein dolti hui aankhen superb! ! ! Beautiful. Her samay Bolti hui aankhen Lovely! ! ! :)

1 0 Reply
Ramesh Rai 27 June 2013

kaash aankhen n hoti to shrishti k anupam saundrarya ko n dekh paate.too nice. xlent

1 0 Reply
Muhammad Ali 27 December 2013

ankhon me to ek aalam, ankhon me to dunia hy. (insha jee) . Ap ki nazm ka utar charhao, rabt, or saleeqa mujhy bohat pasand aya hy. Nazm boht achi hy.

0 0 Reply
Deepak Sawhney 09 September 2013

Bahut khoob. Iss jahan ko baha bhi sakti hain aankhen. Loved the depth of the poem and the other one that you had posted Hamesha Yaad rakhti hun.

0 0 Reply
Neela Nath Das 11 July 2013

Shazia, avi urdu shikhne ka mon kar rha he.Fabulous!

1 0 Reply
Allemagne Roßmann 03 July 2013

Ishq da shaan-o-shaukat aur dariya hain yeh aankhen Darasth majdhharo ki khamoshi hain aankhen Maghreb dastaano ka istehaz hain yeh aankhen Ek lamha ki lafz hain yeh aankhen Hukumran veeraniyon ko shikasth deti hain yeh aankhen Kudrat-e-husn ka miraz hain yeh aankhen Sajda-bahar hain aankhen, rooh ki aahat hain yeh aankhen, Salakhein hain, pahar ka mausam hain, rasm hain, rabaiya hain rehnuma karti hain yeh, raundti hain yeh, ranjhe ka heer hain yeh aakhir kya hain yeh aankhen? benaam benazir humnasheen tarif-ekabil hain aankhen? kahi afreen, kabhi mehreen, aftab ke pehli kiran hain yeh aankhen I can go to Karimabad, Hunza and lip-synch for a girl there with the verses from Nushrat Fateh Ali Khan of Faisalabad.- - Aankhe dekhi to main dekhta reh gaya, Jaam do aur dono hi do aatisha, Aankhe yaan maikade ke wo do baab hain, Aankhein unko kahun yaan kahun khaab hain, Aankhein neechi hui to haya? ban gayi, Aankhein oonchi hui to dua ban gayi, Aankhein jhuk kar uthi to kaza ban gayi, Aankhein uth ker jhuki to ada ban gayi, Very good write- -Razzmatazzy marauding gunslinging overhauling eye- -great write

1 0 Reply
Farah Ilyas 28 June 2013

Gunjar hai teri ankhen, talwar teri ankhen... sharab Rub ne haram kar de, rki q halal ankhen...& wao now..Raaj Her saltanat Pe karti hen Her samay Bolti hui aankhen...one more poem in the glorification of eyes..outstanding

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success