Yeh kashtee ye toofaN ye saHil se dooree
Yeh tasveer hai hoo bahoo zindagee ki
© Aarzoo Mehek
Zindigi hay ya kpi toofan hay Hum to is jeeney ke hathon mar chale (Yad nahin shayed Sauda ka sheyr hay)
fantastic couplet and im agree with uzefa mam...........thank you
Aarzoo ma'am apne hi comment padhkar is poem me bahut ascha laga. Bahut khoob. Kashtee apni nanhi par phirbhi jhelti sab chup chap. Bahut khoob.
Brilliant expression! So beautifully penned......5 stars and to MyPoemList
Ye tasveer zindagi ka Palkon ko namb kar jata Donpal ke hai ye zindagi Milagi na dobara Ai hamnashi Nazre utha Haath paw chala Jana hai door Lahroon ko cheer kar Kahi door Ek nayee kahani Nayee aandaz me Pirona hai phirse. Lovely.
A very emotional couplet showing the instability of a tempestuous life. It reminds me of these lines: Marne ki duaayen kyon maangun jeene ki tamanna kaun kare Ye duniyaa ho yaa vo duniyaa, ab khwahish-e-duniyaa kaun kare Jab kashtee saabit-o-saalim thee, saahil ki tamanna kisko thee Ab aisi shikastaa kashtee par saahil ki tamanna kaun kare.... (Poet: Moin Ahsan Jazbi) मरने की दुआएँ क्यों मांगूँ जीने की तमन्ना कौन करे / ये दुनिया हो या वो दुनिया, अब ख़्वाहिशे दुनिया कौन करे जब कश्ती साबितो सालिम थी, साहिल की तमन्ना किस को थी / अब ऐसी शिकस्ता कश्ती पर साहिल की तमन्ना कौन करे
wah...kia khoob kahney hain...bahuth door ki soch rakhtey hai.....vaisey kai arsey se aap ka urdu gazal ke padhney ka moqa nahi mil raha hai..pls likha keejiye na...
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
Beshak, Zindagi bhi bhanwar mein aur kashtee bhi bhanwar mein...dono ko kinare pe maza jo nahi aata kya karen... X C lent...100+